Male · 42 Years old · ORANGI.TOWN.

MERA.NAAM ALI HAI MAI KARACHI MEY REHTA HUN.

Ali (ALI552) "Spamming" is.ka.kya.matlb? 1 week ago via SMS
Ali (ALI552) Salam Allah nana Jaan Ki Magfirat Farmaye. Aameen. 1 week ago via SMS
Ali (ALI552) SALAM. Madni.sms. Q band.hai.? Lucman bhai urdu.mey yani roman mey msg kren. Aur koi sawal.hoga.tou hi jawab milega. Thanks 1 month ago via SMS
Ali (ALI552) ~SALAM~ >>EID<< ??MUBARAK?? *********** Jashne.Weladat Eid.e.Milaad.un Nabi Mubarak.ho Ashraf.attari Orangi. 3 months ago via SMS
Ali (ALI552) ~SALAM~ Aadaabe.Nabi Tazeeme.Nabi Azmate.Nabi ishqe.Nabi yahi.Jazba aur Aqeeda Emaan ki Pehchan hai. 3 months ago via SMS
Ali (ALI552) *.Night Gift* Soney se pehle Wazu kr k Astaghfaar parh kr. Kalma.parh kr. Darood.sharif parh kr. ye.Dua Parhen. "AllahHumma Bismika Aamutu Wa Ahya" 4 months ago via SMS
Ali (ALI552) ~KAFAN~ Zindagi.ka.koi Bhrosa nhi isliye Aao ham Apna Kafan abhi se kharid len. Aur roz rat ko sone se pehle isko hath mey le.kr dekhen. is.tarah Gunah se bachne ka zehen bhi bane ga. Kya.ap.mey.itni Himmat hy k iss msg pr amal.kren.? 4 months ago via SMS
Ali (ALI552) ~Salam~ Aj ki dete mey 3 Nisbat ek sath yani. 26/12/11 26*attar ki 12*Sarkar ki 11*ghos pak ki SubhanAllah.. 4 months ago via SMS
Ali (ALI552) ~Faida.mand aur ~Shifa.baksh Khaney~ 1.Kaddu 2.Sirka 3.Zaitoon 4.Khajoor 5.Shahed 6.Injeer 7.Namak 8.Lehsan 9,Piyaz aur 10.Kalonji 4 months ago via SMS
Ali (ALI552) ~Hadees~ Nabi kareem Sal.lal.laho.Alaihi wasal.lam. ne.farmaya. "Mai ilm Ka Sheher Hun, aur Abu Bakar Us Sheher Ki Bunyad Hy, Umar Uski Deewar Hy, Usman Uski Chhat Hy, aur Ali Uska Darwaza Hy." SubhanAllah. 5 months ago via SMS
Ali (ALI552) 990072 ye wala msg nhi aaya dobara send kren. 5 months ago via SMS
Ali (ALI552) Salam.ya Hussain. Raahe khuda mey Safar krne wale... Madni.Qafle ke Aashiqe Rasool islami Bhaiyon Aap.pr Allah ki Rehmat Fazal aur Salamti ho. Shohdaye karbla ke sadqe Hamari Maghfirat ho. Apki. Har jaiyez Dua Qubool ho. ~ Aameen. ~ 5 months ago via SMS
Ali (ALI552) Sochne.wali.bat pura.sal.365.din Haleem pakta Bikta khaya jata.hai. Jab.imam.Husain k esale.sawab k liye ye pakaya jata hy to kuch log msg dena shuru kr detey hain k lafz Haleem galat hy unko.dar.asl Fateha.pr ateraz hota hy waise Daleem.ya khichra sahi lafz hai. 5 months ago via SMS
Ali (ALI552) ,/'> ,/' <,,/"> <,/'> ,/'?PpY <,/' NEW. islami.Saal. 1st.Moharram. Shahadate Farooqe Azam se Is.mah ka Aaghaz hota hai Aur phir shahadate Ahle.bait in Karbala. kafi.Ahem.Waqia is.mah.se mansob hai. Salam.Ya Husain. Dekhte.rahen Madni.chanel. 5 months ago via SMS
Ali (ALI552) Salam. Madni.Sms.4u:...Madani PhoolKisi ka dil mat dukhao kyun k muafi maang laine k bawajud usay dukh zaroor rahega. Jaise deewar main lagi keel ko nikalne se nishan reh jata hai.Think About It www.dawateislami.net www.faizaneraza.org Plz Fwd To All Friends. Ali.552 6 months ago via SMS
Ali (ALI552) MadniSms.4u Farmane RASOOLALLAH Sal.lal.laho.Alaihi wasal.lam. >> Aurat se Nikah -4 Wajah se kiya jata hai1. Maal2. Hasb3. Jamal4. Deen.Aur tum Deen wali ko tarji do. (yaani Naik aurat ka intekhab karo) Sahih.Bukhari kitabul.Nikah Hadith.no.5090 Note~msg.ko mukhtasar hona chahiye. 6 months ago via SMS